Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Muhammad — Ayah 12

47:12
إِنَّ ٱللَّهَ يُدۡخِلُ ٱلَّذِينَ ءَامَنُواْ وَعَمِلُواْ ٱلصَّٰلِحَٰتِ جَنَّٰتٖ تَجۡرِي مِن تَحۡتِهَا ٱلۡأَنۡهَٰرُۖ وَٱلَّذِينَ كَفَرُواْ يَتَمَتَّعُونَ وَيَأۡكُلُونَ كَمَا تَأۡكُلُ ٱلۡأَنۡعَٰمُ وَٱلنَّارُ مَثۡوٗى لَّهُمۡ ١٢
Iman laney walon aur neik amal karne walon ko Allah un jannaton mein daakhil karega jinke nichey nehrein behti hain, aur kufr karne waale bas duniya ki chandh roza zindagi ke mazey loot rahey hain, janwaron ki tarah kha pee rahey hain, aur unka aakhri thikana jahannum hai