Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-An'am — Ayah 100

6:100
وَجَعَلُواْ لِلَّهِ شُرَكَآءَ ٱلۡجِنَّ وَخَلَقَهُمۡۖ وَخَرَقُواْ لَهُۥ بَنِينَ وَبَنَٰتِۭ بِغَيۡرِ عِلۡمٖۚ سُبۡحَٰنَهُۥ وَتَعَٰلَىٰ عَمَّا يَصِفُونَ ١٠٠
Ispar bhi logon ne Jinno ko Allah ka shareek thehra diya, halaanke woh unka khaliq hai,aur bay-janey boojhey uske liye bete aur betiyan tasneef kardi, halaanke woh paak aur baala –tar hai un baaton se jo yeh log kehte hain