Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-An'am — Ayah 121

6:121
وَلَا تَأۡكُلُواْ مِمَّا لَمۡ يُذۡكَرِ ٱسۡمُ ٱللَّهِ عَلَيۡهِ وَإِنَّهُۥ لَفِسۡقٞۗ وَإِنَّ ٱلشَّيَٰطِينَ لَيُوحُونَ إِلَىٰٓ أَوۡلِيَآئِهِمۡ لِيُجَٰدِلُوكُمۡۖ وَإِنۡ أَطَعۡتُمُوهُمۡ إِنَّكُمۡ لَمُشۡرِكُونَ ١٢١
Aur jis jaanwar ko Allah ka naam lekar zubah na kiya gaya ho uska gosht na khao, aisa karna fisq hai, shayateen apne saathiyon ke dilon mein shukook (doubts) aur aiterazaat ilqa karte hain taa-ke woh tumse jhagda karein, lekin agar tumne unki itaat qabool karli to yaqeenan tum mushrik ho