Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-An'am — Ayah 142

6:142
وَمِنَ ٱلۡأَنۡعَٰمِ حَمُولَةٗ وَفَرۡشٗاۚ كُلُواْ مِمَّا رَزَقَكُمُ ٱللَّهُ وَلَا تَتَّبِعُواْ خُطُوَٰتِ ٱلشَّيۡطَٰنِۚ إِنَّهُۥ لَكُمۡ عَدُوّٞ مُّبِينٞ ١٤٢
Phri wahi hai jisne maweshiyon mein se woh jaanwar bhi paida kiye jinse sawari o baar-bardaari (burden) ka kaam liya jata hai aur woh bhi jo khane aur bichane ke kaam aate hain. Khao un cheezon mein se jo Allah ne tumhein bakshi hain aur shaytan ki pairwi na karo ke woh tumhara khula dushman hai