Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-An'am — Ayah 8

6:8
وَقَالُواْ لَوۡلَآ أُنزِلَ عَلَيۡهِ مَلَكٞۖ وَلَوۡ أَنزَلۡنَا مَلَكٗا لَّقُضِيَ ٱلۡأَمۡرُ ثُمَّ لَا يُنظَرُونَ ٨
Kehte hain ke is Nabi par koi Farishta kyun nahin utara gaya? Agar kahin humne Farishta utaar diya hota, to abtak kabhi ka faisla ho chuka hota, phir inhein koi mohlat na di jati