Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Jumu'ah — Ayah 5

62:5
مَثَلُ ٱلَّذِينَ حُمِّلُواْ ٱلتَّوۡرَىٰةَ ثُمَّ لَمۡ يَحۡمِلُوهَا كَمَثَلِ ٱلۡحِمَارِ يَحۡمِلُ أَسۡفَارَۢاۚ بِئۡسَ مَثَلُ ٱلۡقَوۡمِ ٱلَّذِينَ كَذَّبُواْ بِـَٔايَٰتِ ٱللَّهِۚ وَٱللَّهُ لَا يَهۡدِي ٱلۡقَوۡمَ ٱلظَّٰلِمِينَ ٥
Jin logon ko Taurat ka hamil (charge) banaya gaya tha magar unhon ne uska baar na uthaya, unki misaal us gadhey(donkey) ki si hai jispar kitaabein laadi hui hon. Issey bhi zyada buri misaal hai un logon ki jinhon ne Allah ki ayaat ko jhutla diya hai. Aisey zaalimon ko Allah hidayat nahi diya karta