Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah At-Talaq — Ayah 7

65:7
لِيُنفِقۡ ذُو سَعَةٖ مِّن سَعَتِهِۦۖ وَمَن قُدِرَ عَلَيۡهِ رِزۡقُهُۥ فَلۡيُنفِقۡ مِمَّآ ءَاتَىٰهُ ٱللَّهُۚ لَا يُكَلِّفُ ٱللَّهُ نَفۡسًا إِلَّا مَآ ءَاتَىٰهَاۚ سَيَجۡعَلُ ٱللَّهُ بَعۡدَ عُسۡرٖ يُسۡرٗا ٧
Khushaal aadmi apni khushaali ke mutabiq nafqa de, aur jisko rizq kam diya gaya ho woh usi maal mein se kharch karey jo Allah ne usey diya hai. Allah ne jisko jitna kuch diya hai ussey ziyada ka woh usey mukallaf(burden) nahi karta. Baeed(door) nahin ke Allah tangdasti ke baad farakh dasti bhi ataa farmade