Firoun ne kaha “ tum ispar iman le aaye qabl iske ke main tumhein ijazat doon? Yaqeenan yeh koi khufiya saazish thi jo tum logon ne is daar-us-sultanat mein ki taa-ke iske maalikon ko iqtedar se be-dakhal kardo. Accha to iska nateeja ab tumhein maloom hua jata hai