Tu jis baat par humse intiqam lena chahta hai woh iske siwa nahin ke hamare Rubb ki nishaniyan jab hamare saamne aa gayi to humne umhein maan liya . Aey Rubb, humpar sabr ka faizan kar aur humein duniya se utha to is haal mein ke hum tere farma-bardaar hon”