Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-A'raf — Ayah 140

7:140
قَالَ أَغَيۡرَ ٱللَّهِ أَبۡغِيكُمۡ إِلَٰهٗا وَهُوَ فَضَّلَكُمۡ عَلَى ٱلۡعَٰلَمِينَ ١٤٠
Phir Moosa ne kaha “kya main Allah ke siwa koi aur mabood tumhare liye talash karoon? Halaanke woh Allah hi hai jisne tumhein duniya bhar ki qaumon par fazilat bakshi hai