Yaad karo woh waqt jab unsey kaha gaya tha ke is basti mein jaa kar bass(settle) jao aur iski paidawaar se apne hasb-e-mansha(whatever you please) rozi haasil karo aur hittatun hittatun(repentance) kehte jao aur shehar ke darwaze mein sajda-rez hotey huey daakhil ho. Hum tumhare khataein maaf karenge aur neik rawiyya rakhne walon ko mazeed fazal se nawazenge”