Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-A'raf — Ayah 167

7:167
وَإِذۡ تَأَذَّنَ رَبُّكَ لَيَبۡعَثَنَّ عَلَيۡهِمۡ إِلَىٰ يَوۡمِ ٱلۡقِيَٰمَةِ مَن يَسُومُهُمۡ سُوٓءَ ٱلۡعَذَابِۗ إِنَّ رَبَّكَ لَسَرِيعُ ٱلۡعِقَابِ وَإِنَّهُۥ لَغَفُورٞ رَّحِيمٞ ١٦٧
Aur yaad karo jabke tumhare Rubb ne elan kardiya ke “woh qayamat tak barabar aisey log bani Israel par musallat karta rahega jo unko badhtareen azaab denge.” Yakeenan tumhara Rubb saza dene mein tez-dast (swift in chastising) hai aur yakeenan woh darguzar aur reham se bhi kaam lene waala hai