Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-A'raf — Ayah 171

7:171
۞ وَإِذۡ نَتَقۡنَا ٱلۡجَبَلَ فَوۡقَهُمۡ كَأَنَّهُۥ ظُلَّةٞ وَظَنُّوٓاْ أَنَّهُۥ وَاقِعُۢ بِهِمۡ خُذُواْ مَآ ءَاتَيۡنَٰكُم بِقُوَّةٖ وَٱذۡكُرُواْ مَا فِيهِ لَعَلَّكُمۡ تَتَّقُونَ ١٧١
Unhein woh waqt bhi kuch yaad hai jabke humne pahad ko hila kar unpar is tarah chaa diya tha ke goya woh chatri (umbrella/canopy) hai, aur yeh gumaan kar rahey thay ke woh inpar aa padega, aur us waqt humne unsey kaha tha ke jo kitaab hum tumhein de rahey hain isey mazbooti ke saath thaamo (pakdo) aur jo kuch ismein likha hai usey yaad raakho, tawaqqu hai ke tum galat-rawi se bachey rahogey