Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-A'raf — Ayah 75

7:75
قَالَ ٱلۡمَلَأُ ٱلَّذِينَ ٱسۡتَكۡبَرُواْ مِن قَوۡمِهِۦ لِلَّذِينَ ٱسۡتُضۡعِفُواْ لِمَنۡ ءَامَنَ مِنۡهُمۡ أَتَعۡلَمُونَ أَنَّ صَٰلِحٗا مُّرۡسَلٞ مِّن رَّبِّهِۦۚ قَالُوٓاْ إِنَّا بِمَآ أُرۡسِلَ بِهِۦ مُؤۡمِنُونَ ٧٥
Uski qaum ke sardaron ne jo badey baney huey thay, kamzoor tabqey ke un logon se jo iman le aaye thay kaha “kya tum waqayi yeh jantey ho ke Saleh apne Rubb ka paigambar hai?” Unhon ne jawab diya “beshak jis paigam ke saath woh bheja gaya hai usey hum maante hain.”