Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Anfal — Ayah 57

8:57
فَإِمَّا تَثۡقَفَنَّهُمۡ فِي ٱلۡحَرۡبِ فَشَرِّدۡ بِهِم مَّنۡ خَلۡفَهُمۡ لَعَلَّهُمۡ يَذَّكَّرُونَ ٥٧
Pas agar yeh log tumhein ladayi mein mil jayein to inki aisi khabar lo ke inke baad jo dusre log aisi rawish ikhtiyar karne waley hon unke hawaas bakhta (admonished) ho jayein. Tawakku hai ke badh-ahadon ke is anjaam se woh sabaq lenge