Aey mere Rubb, tu nay mujhey hukumat bakshi aur mujhko baaton ki teh tak pahunchna sikhaya. Zameen o aasmaan ke banane waley, tu hi duniya aur aakhirat mein mera sarparast hai, mera khatma Islam par kar aur anjaam e kaar mujhey saliheen ke saath mila”