Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 93

16:93
وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَجَعَلَكُمۡ أُمَّةٗ وَٰحِدَةٗ وَلَٰكِن يُضِلُّ مَن يَشَآءُ وَيَهۡدِي مَن يَشَآءُۚ وَلَتُسۡـَٔلُنَّ عَمَّا كُنتُمۡ تَعۡمَلُونَ ٩٣
Agar Allah ki mashiyat yeh hoti (ke tum mein koi ikhtilaf na ho) to woh tum sabko ek hi ummat bana deta, magar woh jisey chahta hai gumraahi mein daalta hai aur jisey chahta hain raah e raast dikha deta hai. Aur zaroor tumse tumhare aamaal ki baaz-purs hokar rahegi