Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah An-Nahl — Ayah 94

16:94
وَلَا تَتَّخِذُوٓاْ أَيۡمَٰنَكُمۡ دَخَلَۢا بَيۡنَكُمۡ فَتَزِلَّ قَدَمُۢ بَعۡدَ ثُبُوتِهَا وَتَذُوقُواْ ٱلسُّوٓءَ بِمَا صَدَدتُّمۡ عَن سَبِيلِ ٱللَّهِ وَلَكُمۡ عَذَابٌ عَظِيمٞ ٩٤
(aur Aey Musalmaano) tum apni kasamon ko aapas mein ek dusre ko dhoka dene ka zariya na bana lena, kahin aisa na ho ke koi qadam jamne ke baad ukhad jaye aur tum is jurm ki padash mein ke tumne logon ko Allah ki raah se roka, bura nateeja dekho aur sakht saza bhugto