Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 46

18:46
ٱلۡمَالُ وَٱلۡبَنُونَ زِينَةُ ٱلۡحَيَوٰةِ ٱلدُّنۡيَاۖ وَٱلۡبَٰقِيَٰتُ ٱلصَّٰلِحَٰتُ خَيۡرٌ عِندَ رَبِّكَ ثَوَابٗا وَخَيۡرٌ أَمَلٗا ٤٦
Yeh maal aur yeh aulad mehaz duniyavi zindagi ki ek hungami aaraish (adornment) hai, asal mein to baaqi reh janey wali nekiyan hi tere Rubb ke nazdeek natije ke lihaz se behter hain aur unhi se acchi ummedain wabasta ki jaa sakti hai