Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 47

18:47
وَيَوۡمَ نُسَيِّرُ ٱلۡجِبَالَ وَتَرَى ٱلۡأَرۡضَ بَارِزَةٗ وَحَشَرۡنَٰهُمۡ فَلَمۡ نُغَادِرۡ مِنۡهُمۡ أَحَدٗا ٤٧
Fikr us din ki honi chahiye jabke hum pahadon ko chalayenge , aur tum zameen ko bilkul barhena (naked) paogey, aur hum tamaam Insaano ko is tarah gher kar jama karenge ke (aglon peechlon mein se) ek bhi na chootega