Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Al-Kahf — Ayah 48

18:48
وَعُرِضُواْ عَلَىٰ رَبِّكَ صَفّٗا لَّقَدۡ جِئۡتُمُونَا كَمَا خَلَقۡنَٰكُمۡ أَوَّلَ مَرَّةِۭۚ بَلۡ زَعَمۡتُمۡ أَلَّن نَّجۡعَلَ لَكُم مَّوۡعِدٗا ٤٨
Aur sab ke sab tumhare Rubb ke huzoor saff (rows) dar saff (rows) pesh kiye jayenge. Lo dekhlo , aagaye na tum hamare paas usi tarah jaisa humne tumko pehli baar paida kiya tha. Tumne to yeh samjha tha ke humne tumhare liye koi wadey ka waqt muqarrar hi nahin kiya