Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Taha — Ayah 72

20:72
قَالُواْ لَن نُّؤۡثِرَكَ عَلَىٰ مَا جَآءَنَا مِنَ ٱلۡبَيِّنَٰتِ وَٱلَّذِي فَطَرَنَاۖ فَٱقۡضِ مَآ أَنتَ قَاضٍۖ إِنَّمَا تَقۡضِي هَٰذِهِ ٱلۡحَيَوٰةَ ٱلدُّنۡيَآ ٧٢
Jaadugaron (magicians) ne jawab diya “qasam hai us zaat ki jisne humein paida kiya hai, yeh hargiz nahin ho sakta ke hum roshan nishaniyan samne aa janey ke baad bhi (sadaqat par) tujhey tarjeeh dein. Tu jo kuch karna chahey karle, tu zyada se zyada bas isi duniya ki zindagi ka faisla kar sakta hai