Abul Ala Maududi(Roman Urdu)

Ayah by Ayah

Tags

Download Links

A translation of every ayah of the Quran in Urdu.

Abul Ala Maududi(Roman Urdu) translation for Surah Taha — Ayah 73

20:73
إِنَّآ ءَامَنَّا بِرَبِّنَا لِيَغۡفِرَ لَنَا خَطَٰيَٰنَا وَمَآ أَكۡرَهۡتَنَا عَلَيۡهِ مِنَ ٱلسِّحۡرِۗ وَٱللَّهُ خَيۡرٞ وَأَبۡقَىٰٓ ٧٣
Hum to apne Rubb par iman le aaye taa-ke woh hamari khatayein maaf karde, aur is jaadugari se jispar tu nay humein majboor kiya tha darguzar farmaye. Allah hi accha hai aur wahi baaqi rehne waala hai”